Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDaag (1952)
HomeDaag (1952)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ae mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhund le ab koi ghar naya ae mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhund le ab koi ghar naya ae mere dil kahin aur chal chal jahan ghum ke maare na hon jhooti asha ke taare na hon chal jahan ghum ke maare na hon jhooti asha ke taare na hon jhooti asha ke taare na hon in baharon se kya fayada jisme dil ki kali jal gayi zakham phir se hara ho gaya ae mere dil kahin aur chal chaar aansu koi ro diya pher ke munh koi chal diya chaar aansu koi ro diya pher ke munh koi chal diya pher ke munh koi chal diya lut raha tha kisi ka jahan dekhti reh gayi ye zameen chup raha beraham aasaman ae mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhund le ab koi ghar naya ae mere dil kahin aur chal
aye mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhoondh le ab koi ghar naya aye mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhoondh le ab koi ghar naya aye mere dil kahin aur chal chal jahan ghum ke maare na hon jhoothi aasha ke taare na hon chal jahan ghum ke maare na hon jhoothi aasha ke taare na hon jhoothi aasha ke taare na hon inn baharon se kya faayada jis mein dil ki kali jal gayi zakhm phir se hara ho gaya aye mere dil kahin aur chal chaar aansoon koi ro diya pher ke munh koi chal diya chaar aansoon koi ro diya pher ke munh koi chal diya pher ke munh koi chal diya lut raha tha kisi ka jahaan dekhti reh gayi ye zameen chup raha berahem aasmaan aye mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhoondh le ab koi ghar naya aye mere dil kahin aur chal
bhujh gaye ghum ki hawa se pyaar ke jalte charaag bewafaai chaand ne ki pad gaya ismein bhi daag hum dard ke maaro ka itna hi fasaana hai peene ko sharaab e ghum dil ghum ka nishaana hai hum dard ke maaro ka itna hi fasaana hai dil ek khilona hai taqdeer ke haathon mein dil ek khilona hai taqdeer ke haathon mein taqdeer ke haathon mein marne ki tamanna hai jeene ka bahaana hai peene ko sharaab e ghum dil ghum ka nishaana hai dete hain duwaaen hum dete hain duwaaen hum duniyaa ki jafaaon ko duniyaa ki jafaaon ko kyun unko bhulaayen hum ab khud ko bhulana hai peene ko sharaab e ghum dil ghum ka nishaana hai hans hans ke bahaaren to shabnam ko rulaati hain hans hans ke bahaaren to shabnam ko rulaati hain shabnam ko rulaati hain aaj apni muhabbat par dariyaa ko rulaana hai aaj apni muhabbat par dariyaa ko rulaana hai hum dard ke maaro ka itna hi fasaana hai peene ko sharaab e ghum dil ghum ka nishaana hai
maut aa gayi na aayenge marne ke baad bhi aankhen tadapti reh gayi is intezaar mein kaahe ko der lagayi re aaye na ab tak baalma humne to jaan gawaayi re aaye na ab tak baalma kaahe ko der lagayi re aaye na ab tak baalma meri duwa nakaam huyi suraj dooba shaam huyi pehne kafan jaayegi mohabbat dil ki lagi badnaam huyi hasti hai saari khudayi re aaye na ab tak baalma kaahe ko der lagayi re aaye na ab tak baalma raunak e duniya yun hi rahegi aayengi khushiyaan ghum bhi sahegi lekin meri barbaad jawaani mit ke bhi unse yahi kahegi humse to ki bewafayi re aaye na ab tak baalma kaahe ko der lagayi re aaye na ab tak baalma rang ye laayi chahat kisi ki yaad rahegi ulfat kisi ki meri kasam tujhe meri kasam tujhe maut theher jaa dekh to lun mein surat kisi ki humne to preet nibhayi re aaye na ab tak baalma kaahe ko der lagayi re aaye na ab tak baalma humne to jaan gawaayi re aaye na ab tak baalma
chaand ek bewaa ki chudi ki tarah toota hua har sitaara besahaara soch mein dooba hua ghum ke baadal ik janaaje ki tarah thehre huye hichkiyon ke saaz par kehta hai dil rota hua koi nahin mera iss duniyaa mein aashiyaan barbaad hai aansun bhari mujhe kismat di hai zindagi naashaad hai jaa hawaa tu rastaa le apna kismat hai meri jee ke tadapnaa jaa hawaa tu rastaa le apna kismat hai meri jee ke tadapnaa aayi hai mere ghum pe jawaani roti huyi ek yaad hai sookh chuke hai aankhon ke jharne loot liya humen daag e jigar ne phool nahin ye zakham khile hain phool nahin ye zakham khile hain aasmaan saiyaad hai aasmaan saiyaad hai koi nahin mera iss duniyaa mein aashiyaan barbaad hai mausam dukhon ka sar par hai chhaaya mujhse juda hai khud mera saaya mausam dukhon ka sar par hai chhaaya mujhse juda hai khud mera saaya hum hai akele ghum ke hai mele dard ki fariyaad hai koi nahin mera iss duniyaa mein aashiyaan barbaad hai
preet ye kaisi bol ri duniyaa preet ye kaisi bol duniyaan bol ri duniyaa bol dhool mein mann ka heera rove koi naa poochhe mol duniyaa bol ri duniyaa bol dekhoon main ek sundar sapna dhundhoon taaron mein ghar apna dhundhoon taaron mein ghar apna dekhoon main ek sundar sapna dhundhoon taaron mein ghar apna dhundhoon taaron mein ghar apna andhi kismat tod rahi hai ye sapne anmol duniyaa preet ye kaisi bol preet ye kaisi bol ri duniyaa preet ye kaisi bol duniyaan bol ri duniyaa bol doob gaya din shaam ho gayi jaise umar tamaam ho gayi jaise umar tamaam ho gayi meri maut khadi hai dekho apna ghunghat khol re preet ye kaisi bol preet ye kaisi bol ri duniyaa preet ye kaisi bol duniyaan bol ri duniyaa bol mere sukh se bol ai daata kya jaata teri duniyaa ka kya jaata teri duniyaa ka mere sukh se bol ai daata kya jaata teri duniyaa ka kya jaata teri duniyaa ka pyaar ka amrit de ke tune zehar diya kyun ghol duniyaa preet ye kaisi bol preet ye kaisi bol ri duniyaa preet ye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ae Mere Dil (Female) Daag (1952) 03:20 32071
 
Poster of Daag (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:20   Song Number : 32071   

Aye Mere Dil Kahin Aur Daag (1952) 02:54 20109
 
Poster of Daag (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:54   Song Number : 20109   

Hum Dard Ke Maaro Daag (1952) 04:05 13014
 
Poster of Daag (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 04:05   Song Number : 13014   

Kaahe Ko Der Lagayi Re Daag (1952) 04:32 19200
 
Poster of Daag (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 04:32   Song Number : 19200   

Koi Nahin Mera Daag (1952) 03:31 13015
 
Poster of Daag (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 03:31   Song Number : 13015   

Preet Ye Kaisi Bol Ri Daag (1952) 03:24 12320
 
Poster of Daag (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Raag- 
Pahadi
Duration : 03:24   Song Number : 12320